Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


moti chugne gayi re hansi moti chugne gayi re hansi mansarovar teer teer mansarovar teer pankh pankh pe raaj hans ne pankh pankh pe raaj hans ne likh di preet ki peed likh di preet ki peed pyaas bujhane aayi hansi chhalak raha tha neer pyaas bujhane aayi hansi chhalak raha tha neer pyasi rah gayi ankhiyaan uski pyasi rah gayi ankhiyaan uski pyasi rah gayi ankhiyaan uski lag gaya preet ka teer lag gaya preet ka teer moti chugne gayi re hansi moti chugne gayi re hansi mansarovar teer mansarovar teer kabhi mite nahin pyaar preet ki pyaas sada adheer kabhi mite nahin pyaar preet ki pyaas sada adheer janam janam ki pyasi hansi janam janam ki pyasi hansi janam janam ki pyasi hansi kaise dhare ab dheer kaise dhare ab dheer moti chugne gayi re hansi moti chugne gayi re hansi mansarovar teer mansarovar teer
moti ho to baandh ke rakh doon pyaar chhupaaun kaise wo chehra hai har chehre mein usse bhulaaun kaise moti ho to baandh ke rakh doon pyaar chhupaaun kaise wo chehra hai har chehre mein usse bhulaaun kaise moti ho to baandh ke rakh doon pyaar chhupaaun kaise wo chehra hai har chehre mein usse bhulaaun kaise ho chaand nahin phool nahin koi nahin unsa haseen chaand nahin phool nahin koi nahin unsa haseen kaun hai wo kya naam hai unka yahaan bataaun kaise moti ho to baandh ke rakh doon pyaar chhupaaun kaise wo chehra hai har chehre mein usse bhulaaun kaise ho khoya hua hai har samaa yaar bina soona hai jahaan khoya hua hai har samaa yaar bina soona hai jahaan neel gagan ke chaand ko baahon mein le aaun kaise moti ho to baandh ke rakh doon pyaar chhupaaun kaise wo chehra hai har chehre mein usse bhulaaun kaise ho chaahe jinhen meri nazar haaye nahin unko khabar chaahe jinhen meri nazar haaye nahin unko khabar band hai mandir ka darwaaza phool chadhaaun kaise moti ho to
moti jaisa rang ang mein moti jaisa rang ang mein ras ka saagar lehraaye tere roop ki aanch lage to pathar dil bhi pighal jaaye moti jaisa rang ang mein nainon mein hai tere jaise kirnon ka basera nainon mein hai tere jaise kirnon ka basera nikhra tera yauwan jaise bikhra ho savera sooraj tere darshan ko sooraj tere darshan ko har din aaye jaaye moti jaisa rang ang mein ras ka saagar lehraaye tere roop ki aanch lage to pathar dil bhi pighal jaaye moti jaisa rang ang mein hoga wo bhi sundar jispe hogi teri chhaya hoga wo bhi sundar jispe hogi teri chhaya hoga wo bhi mohit jisne tujhko hai banaaya jeevan kar de roshan jeevan kar de roshan tu jo muskuraaye moti jaisa rang ang mein ras ka saagar lehraaye tere roop ki aanch lage to pathar dil bhi pighal jaaye moti jaisa rang ang mein
motiyon ki ladi hoon main phoolwaan ki chhadi hoon main re sundar badi hoon main duniyaa bhulaaye ankhiyaan bichhaye kab se khadi hoon main duniyaa bhulaaye ankhiyaan bichhaye kab se khadi hoon main motiyon ki ladi hoon main phoolwaan ki chhadi hoon main re sundar badi hoon main duniyaa bhulaaye ankhiyaan bichhaye kab se khadi hoon main bechain hoon kitni der se baitha hai tu nigaahen kyun pher ke zara sa to mujhe dekh chhed ke bechain hoon kitni der se baitha hai tu nigaahen kyun pher ke zara sa to mujhe dekh chhed ke main bhadak gayi to phir aag naa bhujhegi ik phooljhadi hoon main duniyaa bhulaaye ankhiyaan bichhaye kab se khadi hoon main motiyon ki ladi hoon main phoolwaan ki chhadi hoon main re sundar badi hoon main duniyaa bhulaaye ankhiyaan bichhaye kab se khadi hoon main main kaun hoon teri pyaas hoon husn ki main adaa ek khaas hoon aaj kismat se main tere paas hoon main kaun hoon teri pyaas hoon husn ki main adaa ek khaas hoon aaj kismat se main tere paas
o re piya re o re piya re ghis gaye saare dard bhare nagme ab rap wap sa rock walk sa bajda rag rag mein piya move on move on move on move on move on move on piya move on move on move on move on move on move on move on o re piya re o re piya re ghis gaye saare dard bhare nagme ab rap wap sa rock walk sa bajda rag rag mein piya move on move on move on move on move on move on move on piya move on move on move on move on move on move on move on o piya move on piya move on phir se kyun koi begana dhundhe eeeeee phir se kyun ek afsana dhundhe eeeee dil darbadar khush rehta hai darbadar khush rehta hai dil darbadar khush rehta hai phir koi kyun thikaana dhundhe ee phir koi kyun thikaana dhundhe piya move on move on move on move on move on move on move on piya move on move on move on move on move on move on move on o piya move on piya move on move on on on on on on on move on on on on on on on naya jahan hum jab bhi basayenge eeeeee koi khuda bhi hum dhundh ke laayenge
Mr John Ya Baba Khan
mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura di bandha sar pe jab chaand taaron ka sehra bandha sar pe jab chaand taaron ka sehra chaand taaron ka sehra koi jal gaya aur kisi ne dua di koi jal gaya aur kisi ne dua di mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura di khuda is mohabbat ko abaad rakhe khuda is mohabbat ko abaad rakhe abaad rakhe ke jisne umeedon ki duniya basa di ke jisne umeedon ki duniya basa di mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura di bhare god ya rab khile dil ki kaliyaan bhare god ya rab khile dil ki kaliyaan khile dil ki kaliyaan muraaden ho poori mite namuraadi muraaden ho poori mite namuraadi mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura di mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura
mubaraq ho sab ko samaa ye suhaana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana mubaraq ho sab ko samaa ye suhaana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana hazaron tarha ke ye hote hain aansun hazaron tarha ke ye hote hain aansun agar dil mein ghum ho to rote hain aansun khushi mein bhi aankhen khushi mein bhi aankhen bhigote hain aansun inhen jaan sakta nahin ye zamaana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana ye shehnaiyaan de rahi hain duhaayi ye shehnaiyaan de rahi hain duhaayi koi cheez apni huyi hai parayi kisi se milan hai kisi se milan hai kisi se judaayi naye rishton ne toda nataa purana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana ye bole samay ki nadi ka bahaav ye bole samay ki nadi ka bahaav ye babul ki
mubarak ho tujhe aye dil mubarak ho tujhe aye dil qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi mubarak ho tujhe aye dil mubarak ho tujhe aye dil qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi mubarak ho tujhe aye dil zara thehro tamasha kya humara tum na dekhoge zara thehro tamasha kya humara tum na dekhoge nazar kyun pher li kya ye nazara tum na dekhoge kahin par tootte hain dil kahin bajti hai shehnai mubarak ho tujhe aye dil qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi mubarak ho tujhe aye dil tumhe hum ye nahin kehte ki vada tumne toda hai tumhe hum ye nahin kehte ki vada tumne toda hai magar aye humsafar tumne jahan par saath chhoda hai ye rasta hai ki hai manzil samajh mein baat na aayi mubarak ho tujhe aye dil qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi mubarak ho tujhe aye dil mubarak ho tujhe aye dil mubarak ho tujhe aye dil
nazar roza e mustufa dhundhati hai dayar e rasool e khuda dhundhati hai mubarak ho tum sabko hajj ka mahina mubarak ho tum sabko hajj ka mahina na thi meri kismat ke dekhun madina madine wale se madine wale se mera salaam kehna madine wale se mera salaam kehna phata mere ghum se samandar ka bhi seena phata mere ghum se samandar ka bhi seena na thi meri kismat ke dekhun madina madine wale se mera salaam kehna madine wale se mera salaam kehna wahan koi chhota na koi bada hai wahan har bashar ek saff mein khada hai wahan koi chhota na koi bada hai wahan har bashar ek saff mein khada hai mohammad ki chaukhat pe jo gir pada hai mohammad ki chaukhat pe jo gir pada hai usi ka hai marna usi ka hai jeena usi ka hai marna usi ka hai jeena na thi meri kismat ke dekhun madina madine wale se mera salaam kehna madine wale se mera salaam kehna bahut door hoon main bahut door hoon main tere asstaan se meri haazari le le aaka yahaan se mujhe baksh de zabt ke imtihaan se ke majboor
mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke zindagaani ke safar mein tu akela hi nahin hain hum bhi tere humsafar hain zindagaani ke safar mein tu akela hi nahin hain hum bhi tere humsafar hain mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaye gaye manzilon ke nishaan lehraa ke jhoomaan jhuka aasmaan lekin rukega na yeh carwaan aaye gaye manzilon ke nishaan lehraa ke jhoomaan jhuka aasmaan lekin rukega na yeh carwaan aa haa haa haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke zindagaani ke safar mein tu
muddat ki tamannaaon ka sila jazbaat ko ab mil jaane do muddat ki tamannaaon ka sila jazbaat ko ab mil jaane do jis tarha mili hain do roohein us tarha se lab mil jaane do muddat ki tamannaaon ka sila seene se hata do aanchal ko shaane se jhatak do zulfon ko seene se hata do aanchal ko shaane se jhatak do zulfon ko shaane se jhatak do zulfon ko jaati huyi rangeen ghadiyon ko rukne ka sabab mil jaane do muddat ki tamannaaon ka sila in paak gunaahon ki ghadiyaan aati hain magar har raat nahin in paak gunaahon ki ghadiyaan aati hain magar har raat nahin aati hain magar har raat nahin iss raat mein sab kho jaane do iss raat mein sab mil jaane do muddat ki tamannaaon ka sila
muft huye badnaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam jeena hua ilzaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam gaye armaan leke lute lute aate hain log jahan mein kaise dil ko lagate hain gaye armaan leke lute lute aate hain log jahan mein kaise dil ko lagate hain dil ko lagate hain apna banate hain hum to phire nakaam hum to phire nakaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam samjhe the saath dega kisi ka suhana ghum khuli jo nazar to dekha tanha khade hain hum samjhe the saath dega kisi ka suhana ghum khuli jo nazar to dekha tanha khade hain hum tanha khade hain hum din bhi raha hai kam raste mein ho gayi shaam raste mein ho gayi shaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam kisi se haye dil ko laga ke muft huye badnaam
sitamgar tujhse ummeeden karam hogi jinhen hogi humen to dekhna ye hai ke tu zaalim kahaan tak hai muhabbat cheez hai kya muhabbat kar ke dekhenge muhabbat cheez hai kya muhabbat kar ke dekhenge qazaa kehte hain kisko kisi par marr ke dekhenge muhabbat cheez hai kya bada hi khubsurat dil se waada kar liya humne ke tum par jaan dene ka iraada kar liya humne ke tum par jaan dene ka iraada kar liya humne kahaan hai pyaar ki sooli kahaan hai pyaar ki sooli ye sooli chadh ke dekhenge qazaa kehte hain kisko kisi par marr ke dekhenge muhabbat cheez hai kya tumhare darr pe dil apna muhabbat ka sawaali hai nasheeli aankh se dekho suraahi dil ki khaali hai tumhare darr pe dil apna muhabbat ka sawaali hai nasheeli aankh se dekho suraahi dil ki khaali hai chhalak jaati hai kaise chhalak jaati hai kaise suraahi bhar ke dekhenge qazaa kehte hain kisko kisi par marr ke dekhenge muhabbat cheez hai kya liya jaayega kab tak jaaneman yun imtehaan apna suna do muskuraa kar faislaa
ye din kyun nikalta hai ye raat kyun hoti hai ye peed kahaan se uthti hai ye aankh kyun roti hai muhabbat hai kya cheez muhabbat hai kya cheez humko bataao muhabbat hai kya cheez humko bataao ye kisne shuru ki kisne shuru ki humen bhi sunaao muhabbat hai kya cheez humko bataao ye kisne shuru ki humen bhi sunaao muhabbat hai kya cheez muhabbat hai kya cheez shaam tak tha ek bhanwaraa phool par mandlaa raha raat hone par kamal ki pankhdi mein band tha qaid se chhuta subah to humne poochha kya hua kuchh naa bola kuchh naa bola kuchh naa bola apni dhun mein bas yahi gaata raha muhabbat hai kya cheez humko bataao ye kisne shuru ki humen bhi sunaao muhabbat hai kya cheez muhabbat hai kya cheez dehakta hai badan kaise sulagti hain ye saansen kyun ye kaisi aag hoti hai pighalti hai ye shamma kyun dehakta hai badan kaise sulagti hain ye saansen kyun ye kaisi aag hoti hai pighalti hai ye shamma kyun jal uthi shamma to machal kar parwaana aa gaya aag ke daaman mein apne aap
muhabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi muhabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi zabaan tak baat jo aayi yakeenan wo dua hogi muhabbat ho gayi jinse gila kaise karun unse main unki bewafayi ka gila kaise karun unse main unki bewafayi ka kiya karte hain jo daawa muhabbat mein khudaayi ka agar wo mujhse ruthe hain to meri hi khata hogi zabaan tak baat jo aayi yakeenan wo dua hogi muhabbat ho gayi jinse muhabbat mein jise aye dil sajaa e maut mil jaaye muhabbat mein jise aye dil sajaa e maut mil jaaye wo marr ke bhi zamaane mein kabhi marne nahin paaye kahaan aisi adaalat hai kahaan aisi sajaa hogi muhabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi zabaan tak baat jo aayi yakeenan wo dua hogi muhabbat ho gayi jinse
hey la lala la la lala la la lala la la la la lala la la lala la lala lala la la dekha jo tumko ye dil ko kya hua hai meri dhadkanon pe ye chhaaya kya nasha hai haan dekha jo tumko ye dil ko kya hua hai meri dhadkanon pe ye chhaaya kya nasha hai haan muhabbat ho na jaye deewana kho na jaye sambhaaloon kaise isko mujhe tu bataa haan muhabbat ho na jaye deewana kho na jaye sambhaaloon kaise isko mujhe tu bataaaaaaa dekha jo tumko ye dil ko kya hua hai meri dhadkanon pe ye chhaaya kya nasha hai haan bheegi bheegi alkon se chori chori palkon se kyun mera sapna churaaye jhuki jhuki ankhiyon se dheere dheere batiyoon se kyun mujhe apna banaaye meri nazroon pe chhaaye khushboo ke jaise aaye mera tan mann mahekaaye saanson mein yeh pal pal jaane kaisi halchal kuchh bhi samajh mein na aaye sharaarat ho na jaye muhabbat ho na jaye sambhaaloon kaise isko mujhe tu bataaaaa sharaarat ho na jaye muhabbat ho na jaye sambhaaloon kaise isko mujhe tu bataaaaa meri hai ye mushkil ab
koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai humen tum kya samjhte ho humen tum kya samjhte ho muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain khudaa khudaaa khudaaa khudaa khudaa koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai humen tum kya samjhte ho humen tum kya samjhte ho muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain hoo khudaa khudaaa khudaaa hum hain koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai phoolon ki taazgi tu hai ho kaaliyon ki naazuki tu hai ab teri zindagi main hoon aur meri zindagi tu hai muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain khudaa khudaaa hum hain koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai aankhon se pyaar chhalka ke ho dekha jo tune sharma ke pehlun mein tere aa baithe hum do jahaan thukraa ke muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain khudaa khudaaa hum hain koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai honthon ke jaam apne hain ye suboh shaam apne hain
Mohabbat Ki Dastaan
muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun tumhari jubaan se meri daastaan hai tumhen ye khabar kya muhabbat kahaan hai bhala pyaar duniyaa haseen hai sabaa hai tum apni nazar ke ishaaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun koi ban ke khushboo basa mere mann mein loota hai mera dil isi anjuman mein kali kaun si khil rahi hai chaman mein ye tum apne dil ki bahaaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Moti Chugne Gayi Re Hansi Chheen Le Azadi (1947) 02:56 36202
 
Poster of Chheen Le Azadi (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Pandit Indra
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
S Hasan, Veena
Duration : 02:56   Song Number : 36202   

Moti Ho To Baandh Ke Rakh Doon Daulat (1981) 05:07 16219
 
Poster of Daulat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Zeenat Aman
Duration : 05:07   Song Number : 16219   

Moti Jaisa Rang Ang Aansoo Aur Muskan (1970) 04:07 12577
 
Poster of Aansoo Aur Muskan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Hema Malini, Parikshit Sahni
Duration : 04:07   Song Number : 12577   

Motiyon Ki Ladi Hoon Loafer (1973) 04:25 13614
 
Poster of Loafer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz, Dharmendra
Duration : 04:25   Song Number : 13614   

Move On Tanu Weds Manu Returns (2015) 04:05 37288
 
Poster of Tanu Weds Manu Returns (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Raj
Music Director- 
Krsna
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
R Madhavan, Kangana Ranaut
Duration : 04:05   Song Number : 37288   

Mr John Ya Baba Khan Baarish (1957) 03:20 38980
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:20   Song Number : 38980   

Mubarak Ho Dulha Aur Dulhan Ko Pak Daman (1957) 03:25 36961
 
Poster of Pak Daman (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 36961   

Mubarak Ho Sab ko Milan (1967) 05:20 13739
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 05:20   Song Number : 13739   

Mubarak Ho Tujhe Raja Jani (1972) 04:23 37135
 
Poster of Raja Jani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 04:23   Song Number : 37135   

Mubarak Ho Tum Sabko Coolie (1983) 06:33 18455
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 06:33   Song Number : 18455   

Mud Mud Ke Na Dekh Shree 420 (1955) 05:50 20978
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nadira, Raj Kapoor
Duration : 05:50   Song Number : 20978   

Muddat Ki Tamannaaon Ka Sila Kaajal (1965) 03:34 13493
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini
Duration : 03:34   Song Number : 13493   

Muft Huye Badnaam Kisi Se Haye Baraat (1960) 03:30 15555
 
Poster of Baraat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ajeet, Shakeela, Salim, Mukri, Murad
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:30   Song Number : 15555   

Muhabbat Cheez Hai Kya Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 04:20 14436
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Azeez Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mumtaj
Duration : 04:20   Song Number : 14436   

Muhabbat Hai Kya Cheez Prem Rog (1982) 07:17 20972
 
Poster of Prem Rog (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 07:17   Song Number : 20972   

Muhabbat Ho Gayi Jinse Kahin Din Kahin Raat (1968) 03:53 16451
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asit Sen, Pran, Helen
Duration : 03:53   Song Number : 16451   

Muhabbat Ho Na Jaye Kasoor (2001) 06:31 20973
 
Poster of Kasoor (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Aftab Shivdasani
Duration : 06:31   Song Number : 20973   

Muhabbat Ke Khudaa Brahmachari (1968) 06:23 12940
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:23   Song Number : 12940   

Muhabbat Ki Dastaan Mayur Pankh (1954) 05:13 38392
 
Poster of Mayur Pankh (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:13   Song Number : 38392   

Muhabbat Ki Dhun Beqaraaron Se Poochho Dil E Nadaan (1953) 03:01 15580
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Shyama, Talat Mahmood
Duration : 03:01   Song Number : 15580